Lyrics: Deewani Mastani




Nabhatun aali apsara
Nabhatun aali apsara
Asi sundara saaj sazpunna
Aali aali aali
Aali ga aali..
Kesa madhi maandla gajra
Lokachya nazra khilya tichyavar
Aali aali aali..

Duniyachi pyaari tu
Agrani harni ga
Agrani sundaraa ha ha..
Aali ga aali
Aali ga aali
Aali ga aali
Oh maharani aali..
Aga ga ga ga…

Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi

Mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Zakham aisa tune lagaya
Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi
Marham aisa tune lagaya
Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi

Ho.. mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi
Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi
Mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi

Kehte hain ye deewani, Mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai..
Tu deewani hai..
Paakeza hasti hain teri, tu noorani hai..

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayaalon mein utra hai

Comments

Popular posts from this blog

Understanding PTSD

Throwback: Waltzing to the Tune of Rhetoric

Lyrics: Chanchala Druthapada Thalam